Journal 14 august
जब आप ३ बजे सोकर उठते है,,, वो भी क्यूं ,,क्यूंकि पीछे से एक आवाज़ आती है,,, उठ जाओ bhosdike....
Kaye manhoosiyat faila Rae....
Isse pehle ...bas aap ek pyara sa sapna dekh rahe hote hai.....jab aap thode hosh me aate Hain....aap dekhte Hain sawa teen baj chuke hai....aap muh dhote Hain....brush karte Hain ....
Phir #### pite Hain.....
Or phir phone uthakar Facebook chalu....
Aap dekhte Hain .... notification.... group ki....friends ki.....
Kisi ne love react Kiya hota hai to kisi ne haha.....
Kisi special ka love react to poora din hi sawanr deta hai....
Kuch logon me mention kiya hota h....
Phir aap unhe reply karte Hain......
Aap room saaf karte Hain....bartan dhote Hain....dost ki banayi huyi maggie khate Hain.....
Phir nahane chale jate Hain.....
Phir aap coffee banakar chhhat par chale jate Hain.....hath me ek kitaab liye.....
....
Aap India ko awesome bana hi rahe hote hain.....ki aap chhote bachhon ko chhat par khelte huye dekhte Hain sukoon see....
....
Kya aap soch sakte Hain ek din me kitna kuch hota hai......
Aap samne wali chhhat par tehlti ladki ko to ignore Kar hi Ni sakte....😅😅
...
Aapka roommate wapas aata hai....
Aaapko thoda bahut gariyata hai....phir bhi aap uske sath mela dekhne chale jate Hain....wahan aap bhandara enjoy karte Hain...
....logon ko paglon ki tarah naachte huye dekhte Hain.....
Aap har tarah ke logon ko dekhte Hain ...mele me....
India ki actual financial situation.....
Phir aap room par laut aate Hain......
....
Or phone ko hath me lekar chhat par chale jate Hain.....
What's app status check karte Hain....
Kuch group msgs check karte Hain....
Phir finally aap Facebook par lag jate Hain.....
Aap dekhte Hain ...Anupriya ka love react....
Mahee jee ka pallu me watch ulajh jaane Wala reply....😅
....
Aap reply karte hai chahat ke songs list me....
Why Demi...why not me....
Or phir wo sad react karti hai...or phir aap bhi....
....
Zindagi ...aasan or khusnuma hoti hai....
Jab aap ise realize karte Hain......
Aap facebook par itna time bitate Hain....jaise ye hi aapki duniya ho.....
...
Aap manveer ke volcano wali post ki image save karte Hain......group me kuch funny posts karte Hain.....or phir reply ka silsila phir shuru ho jata hai.....
...
Aap vidushi Verma ke meme par love react karte Hain....sk Verma ko chai banane ka sujhav dete Hain......
Kayi logon se baat krte Hain....jinhe aap baad me bhool jate Hain....
...
Anupriya ki post par sad react krte Hain....
Smriti Soni ki dp par love react karte Hain.....
Aap sochte Hain chahat se inbox me baat karun....lekin tab tak wo offline ho jati hai.....
Phir aap uske song list ke song sunte Hain....unhe enjoy krte Hain...baad me use batate Hain.....
Aap ek meme banate Hain Jo delete ho jata hai.....kyunki wo offensive hota hai.....
...
Aap chhat par bas sukoon se apni sham enjoy Kar rahe hote hain....
Phir aap neeche chale jate Hain....
Aap phir bhi facebook Chala Rae hote Hain.....
Aap dukan se saman late Hain....
Aap laptop kholkar puraane photos dekhte Hain....
Kisi spider Man or billi wali photo ke na Milne see aaap dukhi ho jate Hain.. ...
Phir aap roommate ke sir ki massage karte Hain....or baad me usse kafi der tak behes
Krte Hain....
Phir baad me dono log phir normal ho jate Hain.....
Aap relationship par post karte Hain....lamba SA post.....
Kuch log us par love react karte Hain....
Aap bas itne se hi khus ho jate Hain.....
Aaapko us par accha response milta hai....or log aapki tareef krte Hain....aap unka dhanyavad krte Hain.....phir aap dono ko bhookh lagti hai....phir aap chawal banate Hain...unhe fry krte Hain....phir dono log khate Hain.....
...
Phir aap what's app kholte Hain...Lord beerus see thoda batiyate Hain... phir thodi Facebook .....
Or phir aap finally ye bolg likhne baith jaate Hain.....
Likhte likhte 4 baj jate Hain....subah ke.....
...
Kal aapko college bhi Jana hai.....isliye so jaiye.....😊
....
Bas isi tarah zindagi ka ek khusnuma din beet jata hai......
Sone se pehle aap ishwar ka aabhar vyakt karte Hain....aapko itna khus rakhne ke liye.........
Phir aap blog save karke so jate Hain...😊😉✌️❤️

Comments
Post a Comment